Vaishvik tapman vridhi ko niyantrit karne ka mera plan
Is vishva ko agar ek samajik dhatu samjhe to har ek vyakti uska ek anu hai.
Tapman sirf urja dene se nahi badta.
Tapman badta hai jab jab wah urja sabhi anuon mai barabar bat jaeye.
Agar wah urja kuch anuon mai jyada kuch mai kam anupat mai badegi to tapman sambhala ja sakta hai.
Jo jyada urja lekar bhi shant reh sakte hai. Aisi jagah agar urja ka pravah ho to tapman bhi control m a jaega.
Uske liye internet ki kaman mujhe chahiye.
Agar mujhe di jae to Mai aur mai tyyar kar sakunga.
Agar yahi prakriya vishwa star par ki jae to dharti ka tapman niyantran mai a jaega.
Jo bhi nuksan hoga prakrati ke niyamo se hoga.
Baki ap khud samajhdar hai.
Sabhi neta logo se mai appeal hai.
Gandgi apne aap failti hai. Safai m mehnat lagti hai.
Law of entropy.
Acharya Prashant ko offline karen.
Mujhe online.
Modi ji ko offline karen.
Mujhe online.
Trump ko offline karen.
Mujhe online.
